Tuesday, August 17, 2010

Pyaar ka koi bhed na jaane

Pyaar ka koi bhed na jaane
jaane kaise hota hai.
Humne tumko apna mana
jaane kaise hota hai.
Ehsaas tumhara hardam rehna
jaane kaise hota hai.
Bin bole sab kuch keh jaana
jaane kaise hota hai.
Rooh mein sama ke aankho mein aana
jaine kaise hota hai.
Is pyaar ka koi mol na jaane
jaane kaise hota hai.